Tuesday, July 22, 2008

takdir

toofan roj aate the main jab tak saans leta thamain ab soya hua hu to koi jhonka nahi aatameri takdeer bhi ik roshni ki chaah rakhtii haikoi jhonkaa yahaa aata uda kar gard le jatabadii simtii hui si hai merii kismat kii angdaaijamin do gaj koi de de to khul ke saans le letatumhare raste saare simaTte uche mahlon mekoi ik raasta hota fakeeron kaa pata detamere ahsaas ki lou mai kabhi parwaane naa jhoomekabhi is dil ki lapto mai jahaan roshan najar aataaashiyaane sitaaron mai sabhi ne soch rakhe hainmera bhi koi ghar hota jahaa armaa.n sanjo paata 'baagi' kaash tum itne kabhi naakaam na hotejamaana to kahin shayad tumhara saath de deta