Tuesday, July 22, 2008
takdir
toofan roj aate the main jab tak saans leta thamain ab soya hua hu to koi jhonka nahi aatameri takdeer bhi ik roshni ki chaah rakhtii haikoi jhonkaa yahaa aata uda kar gard le jatabadii simtii hui si hai merii kismat kii angdaaijamin do gaj koi de de to khul ke saans le letatumhare raste saare simaTte uche mahlon mekoi ik raasta hota fakeeron kaa pata detamere ahsaas ki lou mai kabhi parwaane naa jhoomekabhi is dil ki lapto mai jahaan roshan najar aataaashiyaane sitaaron mai sabhi ne soch rakhe hainmera bhi koi ghar hota jahaa armaa.n sanjo paata 'baagi' kaash tum itne kabhi naakaam na hotejamaana to kahin shayad tumhara saath de deta
ये इश्क नही आशान
Ishq junooN bhi hai sanjeedgi bhi haiYeh hawis bhi hai pakeezgi bhi haiShokhi bhi hai ishq-Baanki adaaoN pe lutnay ka naam bhi haiRooh-e-irtqa-e-dil-o-dimagh bhi-Zindagi ko samjhnay ka naam bhi haiIshq masroofiat bhi fursat bhi haiIshq qurbat bhi aur furqat bhi haiIshq rif_at bhi aur wus_at bhi haiAur ishq kabhi faqt chahat bhi haiYeh masoomiyat bhi rikhshandgi bhi haiBosa hai to kabhi bandgi bhi haiZamiN bhi hai aur aasmaN bhi haiMagar ufaq ka ismay nishaN bhi haiKabhi bistar ki salwaton sa-To kabhi mandir ki moortoN saKabhi uryaanioN ka shaidaTo kabhi Meera-o-Mariam ki soortoN saIshq rog bhi magar mudawa bhi haiIshq parastish bhi magar da_awa bhi haiRishtoN say sada juda hai ishqIsliyay hi bana khuda hai ishq
Monday, July 21, 2008
जिंदगी और मौत
Maut se aur kuchh mile, na mileZindagi se to jaan chhootegiMuskurahat naseeb ho ke nahoAansuon ki ladi to tootegiHum na honge to gham kise hogaKhatm har gham ki daastan hogiMaut kitni bhi sangdil ho magarZindagi se to mehrbaan hogi
जिंदगी और मौत
Maut se aur kuchh mile, na mileZindagi se to jaan chhootegiMuskurahat naseeb ho ke nahoAansuon ki ladi to tootegiHum na honge to gham kise hogaKhatm har gham ki daastan hogiMaut kitni bhi sangdil ho magarZindagi se to mehrbaan hogi
तेरी दुनिया से दूर
Aakhrii Geet Mohabbat Ka SunaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaa~Do Ashq BahaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaa..Aaj Woh Din Hain Ke Tu Ne Mujhe Thoukraaya HainAapna Anjaaam In Aankhon Ko Nazaar Aaaya HainWehshat-e-Dil, Main Zara Hosh Mein AaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaa..Aaj Main Gair Houn Kuchh Din Houe Main Gair Na ThaaMeri Kya Haq Meri Ulfat Se Toujhe Bair Na ThaaMain Houn Ab Gair Yaaqeen Dil Ko DilaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaa..Teri Duniya Se Main Ek Roz Chalaa JaaoungaaAur Gaye Waqt Ki Maanind Nahiin AaoungaaPhir Na Aane Ki Kasam Aaaj Main KhhaaLu To ChaluAakhrii Geet Mohabbat Ka SunaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaa~Do Ashq BahaaLu To ChaluMain Chalaa Jaaoungaaa.......
मुशाफिर
“Aasha Ke Jab Deep Bujhe To Mann Ka Deep JalaJag Ka Rasta Chhod Musaafir Teri Raah Chala”Aapni Chhaaya Mein Bhagwan Bitha Le MujheMain Huun Tera Tu Aapna Bana Le MujheAb Mujhe Gham Ka Gham Na Khushi Ki KhushiHain Andhera Bhi Mere Liye RowshniMain Jiiyuu Jab Tak Aazma Le MujheDekhkar Main Kisi Ki Khushi Na JaluuRaah Insaaniyat Kee Hamesha ChaluuBhuul Jaayuu To Jag Se Utha Le MujheMain Huun Tera Tu Aapna Bana Le Mujhe
तेरी जुदाई
Bichra to dard rooh ki gahraiyun main tha Ho k juda bhi tu meri tanhaiyun main tha Deewangee ko meri ishq mantay hain sab Ruswa tu bhi saath meri ruswaiyun main tha Ankhon say ansu'on k sath arman nikal gaye Yeh kaisa dard aaj in shehnaiyun main tha Tujh ko Pa k dil ko kabhi chain na mill saka Kitna sakoon haye un judaiyun main tha Fursat milay to dekh kabhi meri simt bhi Aasra tha tujh pay, teri khudaiyun pay tha Ban kay deewana aaj jo phirta hai darbadar Hai yaad kya tujhe tere shaidaiyun main tha Raton say main daron k neendon main a na jaye Subah bhi meri dhoop ki parchaiyun main tha "Nibraas" tu jis ka naam dill main basaye hai Badnaam wo gali gali harjaiyun main tha
Monday, July 7, 2008
constration
एकाग्रता या तन्मयता से कार्य करते समय पलकें कम झपकती हैं। इस तरह कार्य के दौरान एकाग्रता का स्पष्ट आभास आंखों के खुलने व बंद होने की गति से सरलतापूर्वक हो जाता है। उदाहरण के तौर पर जब संगीतकार नई धुन की रचना में लीन होता है, चित्रकार चित्र बनाता है, साहित्यकार अपने विचारों की दुनिया में होता है या कवि जब अपनी कल्पना की दुनिया में खोया होता है तो उसकी पलकें कम उठती-गिरती हैं। यह उनके एकाग्रचित्त होने का द्योतक है। जबकि मानसिक उलझन के कारण तनावग्रस्त व्यक्ति की पलकें ज्यादा झपकती हैं। आंखों के खुलने व बंद होने की तीव्र रफ्तार व्यक्ति की परेशानी, दुविधा, असमंजस या किंकर्तव्य विमूढ होने आदि दशाओं की तरफ इंगित करती है।
Subscribe to:
Posts (Atom)